Best Indian song lyrics around!
Best Indian song lyrics around!
Bollywood is one of the biggest entertainment industries in the world and is filled with films, grand dance numbers, drama and of course singing. Any Bollywood film has to have a musical number along with vibrant coloured outfits, backup dancers and props! You can expect to be blown away every time!
Because music is always a component in their films, you can count on nothing but the best when it comes to their lyrics! And if you’re ever wondered what the best Indian song lyrics are, Lyricser has created a list! Check it out down below:
- Bahaaro Phool Barsaao
Bahaaro Phool Barsaaom is a track from the film Suraj and was performed by Mohammed Rafi. The lyrics are from Hasrat Jaipuri and the music is from Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. This was released on March 25, 1996, under the music label Saregama. Here is the song’s lyrics:
Bahaaro phul barsaao
Mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Bahaaro phul barsaao
Mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Hawao raagini gaao
Mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
O laali phul ki mehandi
Laga in gore haatho me
Utar aa ai ghata kajal
Laga in pyaari aankho me
Sitaaro maang bhar jaao
Mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Bahaaro phul barsaao
Mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Nazaaro har taraf ab
Taan do ik nur ki chaadar
Badaa sharmilaa dilabar hai
Chala jaaye na sharma kar
Zaraa tum dil ko bahalaao
Mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Bahaaro phul barsaao
Mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
- Ye Dosti Hum Nahin Todenge
Ye Dosti Hum Nahin Todenge is a track from the Bollywood film Sholay that was released on August 15 1975. This was performed by Kishor Kumar and Manna Dey. Its music is from Rahul Dev Burman and soulful lyrics by Anand Bakshi under Universal Music India. Here’s its lyrics:
Yeh dosti hum nahin todenge
Todenge dam magar
Tera saath na chhodenge
Yeh dosti hum nahin todenge
Todenge dam magar
Tera saath na chhodenge
Ae meri jeet teri jeet
Teri haar meri haar
Sun ae mere yaar
Tera gham mera gham
Meri jaan teri jaan
Aisa apna pyaar
Jaan pe bhi khelenge
Tere liye le lenge
Jaan pe bhi khelenge
Tere liye le lenge
Sab se dushmani
Yeh dosti hum nahin todenge
Todenge dam magar
Tera saath na chhodenge
Logon ko aate hain do
Nazar hum magar
Dekho do nahin
Arre ho judaa ya khafa
Ae khuda hai dua
Aisa ho nahin
Khaana peena saath hai
Marna jeena saath hai
Khaana peena saath hai
Marna jeena saath hai
Saari zindagi
Yeh dosti hum nahin todenge
Todenge dam magar
Tera saath na chhodenge
Yeh dosti hum nahin todenge
Todenge dam magar
Tera saath na chhodenge.
- Chaiyya Chaiyya
Chaiyya Chaiyya is a song from the movie Dil Se and was sung by Sapna Awasthi and Sukhwinder Singh. This song was released along with the film back on August 21, 1998, was musically directed and composed by A.R. Raham under the music label Venus. Here is the song’s lyrics:
Jinake sar ho ishq ki chhaanw
Paanw ke niche jannat hogi
Jinake sar ho ishq ki chhaanw
Chal chhainya chhainya chhainya chhainya
Chal chhainya chhainya chhainya chhainya
Chhainya chhainya chhainya chhainya
Chal chhainya chhainya chhainya chhainya
Sar ishq ki chhaanw chal chhainya chhainya
Paanw jannat chale chal chhainya chhainya
Chal chhainya chhainya chhainya chhainya
Wo yaar hai jo khushabu ki tarah
Jisaki jubaan urdu ki tarah
Meri shaam raat, meri kaayanaat
Wo yaar mera sainya sainya
Chal chhainya chhainya chhainya chhainya
Gulaposh kabhi itaraae kahin
Mahake to nazar a jaae kahin
Taawiz bana ke pahanun use
Ayat ki tarah mil jaae kahin
Wo yaar hai jo imaan ki tarah
Mera nagma wahi
Mera kalama wahi
Mera nagma nagma
Mera kalama kalama
Yaar misaal-e-os chale
Paanw ke tale firadaus chale
Kabhi daal-daal
Kabhi paat-paat
Main hawa pe dhundhun us ke nishaan
Sar ishq ki chhaanw chal chhainya chhainya
Paanw jannat chale chal chhainya chhainya
Chal chhainya chhainya chhainya chhainya
Main us ke rup ka shaidaai
Wo dhup chhaanw sa harajaai
Wo shokh hai rng badalata hai
Main rng rup ka saudaai
Jinake sar ho ishq ki chhaanw
Paanw ke niche jannat hogi
Shaam raat, meri kaayanaat
Wo yaar mera sainya sainya
Sar ishq ki chhaanw chal chhainya chhainya
Paanw jannat chale chal chhainya chhainya
Chal chhainya chhainya chhainya chhainya
Chal chhainya chhainya chhainya chhainya
Wo yaar hai jo khushabu ki tarah
Wo jisaki jubaan urdu ki tarah
Meri shaam raat, meri kaayanaat
Wo yaar mera sainya sainya
Chal chhainya chhainya chhainya chhainya
- Chalke Teri Aankho Se Sharab Aur Jyada
This song is from the film Arzoo was released back in 1965 that starred Sadhana, Rajendra Kumar and Feroz Khan. This was sung by Mohammed Rafi and was written by Hasrat Jaipuri under the Saregama music label. Here is the song’s lyrics:
Chalke teri aankho se sharab aur jyada
Chalke teri aankho se sharab aur jyada
Chalke teri aankho se sharab aur jyada
Khilte rahe hoto ke gulab aur jyada
Chalke teri aankho se sharab aur jyada
Kya bat hai jane teri mehfil me sitamgar
Kya bat hai jane teri mehfil me sitamgar
Kya bat hai jane teri mehfil me sitamgar
Dhadke hain dil-e-khana, kharaab aur jyada
Chalke teri aankho se sharab aur jyada
Iss dil me abhi aur bhi jakhmo ki jagah hai
Iss dil me abhi aur bhi jakhmo ki jagah hai
Iss dil me abhi aur bhi jakhmo ki jagah hai
Abb ruki katari ko duaab aur jyada
Chalke teri aankho se sharab aur jyada
Tu ishq ke tufan ko baho me jakad le
Tu ishq ke tufan ko baho me jakad le
Tu ishq ke tufan ko baho me jakad le
Allah kare jore shabab aur jyada
Chalke teri aankho se sharab aur jyada
Khilte rahe hoto ke gulab aur jyada.
- Bedardi Balma Tujhko
Another song from Arzoo is Bedardi Balma Tujhko! This song is part of the movie’s soundtrack and was composed by Hasrat Jaipuri under Saregama records and was musically directed by Jaikishan Dayabhai Panchal and Shankar Singh Raghuvanshi. Here is the song’s beautiful lyrics:
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Barasta hai jo aankho se
Woh sawan yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Kabhi ham sath gujare
Jin sajili rehgujaro se
Fiza ke bhes me girte
Hain abb patte chanaro se
Yeh rahe yaad karti hain
Yeh gulshan yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Barasta hai jo aankho se
Woh sawan yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Koyi jhonka hawa ka jab
Mera aanchal udata hai
Guman hota hai jaise tu
Mera daman hilata hai
Kabhi chuma tha jo tune
Woh daaman yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Barasta hai jo aankho se
Woh sawan yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Woh hi hain jhil ke mandar
Woh hi kirno ki barsate
Jaha ham tum kiya karte
The paharo pyar ki bate
Tujhe iss jheel ka kamosh
Darpan yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Barasta hai jo aankho se
Woh sawan yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai.
- Badi Mushkil Hai
This song was relseaed under Tips Mucis back in 1994 along with the movies it’s from called Anjaam that starred Madhuri Dixit, Shahrukh Khan, Johnny Lever, Himani Shivpuri and Deepak Tijori. This was sung by Abhijieet Bhattacharya and composed by Sameer! Here are the song’s lyrics:
Badi mushkil hai
Khoya mera dil hai
Badi mushkil hai
Khoya mera dil hai
Koi usse dhundke laaye na
Badi mushkil hai
Khoya mera dil hai
Koi usse dhundke laaye na
Jaake kahan main
Rapat likhaaun
Koi batlaaye na
Main roun ya hasun
Karun main kya karun
Main roun ya hasun
Karun main kya karun
Badi mushkil hai
Khoya mera dil hai
Koi usse dhundke laaye na
Jaake kahan main
Rapat likhaaun
Koi batlaaye na
Main roun ya hasun
Karun main kya karun
Main roun ya hasun
Karun main kya karun
Deewaangi ki had se
Aage guzar na jaaun
Aankhon mein uska chehra
Kaise usse dikh laaun
Deewaangi ki had se
Aage guzar na jaaun
Aankhon mein uska chehra
Kaise usse dikh laaun
Voh hai sab se haseen
Waisa koi bhi nahin
Mere khuda uski
Ada hai badi qaatil
Mujhe nahin pata
Chhaaya hai kya nasha
Main roun ya hasun
Karun main kya karun
Sapnon mein aane waali
Baahon mein kab aayegi
Kitne dinon tak mujhko
Aise voh tadpaayegi
Sapnon mein aane waali
Baahon mein kab aayegi
Kitne dinon tak mujhko
Aise voh tadpaayegi
Dekhun mudke jidhar
Paaye voh hi nazar
Meri dagar mera safar
Voh meri manzil
Deewaana hai sama
Jaage hain armaan
Main roun ya hasun
Karun main kya karun
Badi mushkil hai
Khoya mera dil hai
Koi usse dhundke laaye na
Badi mushkil hai
Khoya mera dil hai
Koi usse dhundke laaye na
Jaake kahan main
Rapat likhaaun
Koi batlaaye na
Main roun ya hasun
Karun main kya karun
Main roun ya hasun
Karun main kya karun.